lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chaahat ki khushboo ko – shaan and alka yagnik

Loading...

chaahat ki khushboo ko maine chhoo liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
khaamoshi kahti hai maine sun liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa

tu hi tu hi aur kuchh nahin duniyaa mein
doobaa rahoon teri yaad ke dariyaa mein
ho har dam rahoon teri pyaar ki chhaniyaa mein
sapnon ne aankhon mein
sapnon ne aankhon mein ghar banaa liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa

re ga ma re ga ma re
sa re ga sa re ga sa
palkein meri chhalkein nahin yaad rahe
ey hamsafar baanhon kaa ghar aabaad rahe
o bas pyaar ki fariyaad rahe yaad rahe
har dhadkan teri hai
har dhadkan teri hai o ho saathiyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
chaahat ki khushboo ko maine chhoo liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
maine tumse pyaar kar liyaa
kar liyaa kar liyaa

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...