lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu devghar jaib mehraru le ke, pt. 2 – niranjan nirala

Loading...

o lai gai
o le lo baakhri, dilon ki saakhri
sun teri le zin, varna tu jhim jhim
palati chalti jaaye, dil kare haye haye
jawaan kar dil chali kyun, kar ke tu bye bye
garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali
garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya
jawaani ka mehnga khazaana ho gaya
kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
isak ka engine jalaaye jiya
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
haye o cham cham, paaon mein tham tham
dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham
arrey o chikni, arrey o item
arrey o beautiful, main bhi hoon handsome
tinku hamaara cinema ka deewana
zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana
ho tinku hamaara cinema ka deewana
zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana
aisi villan jaisi baatein na kar
ban ja heroin dhadka de jiya
joban pe daala hai taala piya, haan taala piya
isak ka manjan ghisey hai piya
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
teekhi nazar aur qaatil adaayein
saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein
haan teekhi nazar aur qaatil adaayein
saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein
kunne mein ik baar aa kar toh dekh
chilla ke bole gi, love you piya
gappon ki baandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya
isak ka manjan ghisey hai piya
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
ho sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya
jawaani ka mehnga khazaana ho gaya
kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
isak ka engine jalaaye jiya
pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
joban pe daala hai taala piya, haan taala piya
isak ka manjan ghisey hai piya

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...