lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu haseeno ka deewana – raftaar & payal dev

Loading...

kisi ko mera shouk hai
kisi ko mera hai nasha
jawani kehte hain mujhe

hain mere aashiq har jagah

kisi ko meri hasratein
kisi ki main hoon dilruba
mujhe paane ke vaaste
maange duaa.

sara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana

sara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana
sara zamaana.
raa.
ladki ek dam right hai
ladki dynamite hai
ladki ke chakkar mein
daily gali gali mein fight hai
thoda hamein do time yaara
love nahi hai crime yaara
har din mujko better lage
tu ladki hai ya wine yaara

arre janta ko jawab do
kab padogi pyaar mein
sari duniya lagi hui hai
hum bhi hai kataar mein

saara zamana haseeno ka deewana
saara zamana haseeno ka deewana
saara zamana haseeno ka deewana

saara zamaana…

yeh kaun keh raha hai
tu aaj pyaar karle
jo kabhi bhi khatam na ho
woh aitbaar karle

kisi ko mera shouk hai
kisi ko mera hai nasha
jawani kehte hain mujhe
hain mere aashiq har jagah

kisiko meri hasratein
kisiki main hoon dilruba
mujhe paane ke vaaste
maange duaa.

sara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana

saara zamana.

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...