lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu woh kaun thi – vital signs

Loading...

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

woh khwab thi,
neend thi, khusboo thi, kya thi woh,
kya thi woh

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

kisi say na milti,
na woh baat karti,
magar muskaraahat,
nigaahon mein hoti

woh aayi thi jaisay,
kahin aasman say,
kisi kehkashan say,
na jaane kahan say,
jaane kahan say

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

woh aanchal samaitay,
kitabein uthaaye,
chali jaarahi hai,
nigahain chupaaye…
bohat shoq se main,
qareeb uskay jaata,
woh nazrein dikhaati,
to kuch keh na paata,
kuch keh na paata

jaane kya tha un aankho mein,
dil ki dil mein reh gayi

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

woh khwab thi,
neend thi, khusboo thi, kya thi woh,
kya thi woh

woh kaun thi,
tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
woh kya gayi,
kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha

woh kaun thi…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...