lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aitebar – junaid jamshed

Loading...

jalwa-e-jaanaaan
jalwa-e-jaanaaan
jalwa-e-jaanaaan
jalwa-e-jaanaaan

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

na koi aap sa ho ga na koi aap jaisa tha
koi ye sab se poochay mustufa (sal allaho alehi wasallam) ka husn kaisa tha

zameen o asmaan mein koi misaal na mili

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

daleel-e-zindagi woh hein kamal-e-bandagi woh hein
koi bhi dor ho, uss mein mera jehaad meelon hai

wo hi tho deen-o-duniya hein jo baatein haq mein kahein

jalwa-e-jaanaaan
jalwa-e-jaanaaan
jalwa-e-jaanaaan

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

rasool allah habib ullah imam-ul-mursaleen
koi bhi baat ho har hukam unn ka moatabar aisa

ke unnka haan nahi kehna bhi hai quran ke jaisa
hadees e paak kehlayee jo baatein aap ne kaheen

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

darood unn per, salaam unn per, yehi kehna khuda ka hai
khuda ke baad jo hai martaba , sall-e-ala ka hai

wohi sardar alam hein, wohi ghamkhawar ummat hein
wohi to hashr ke medaan mein sab ki shafa’aat hein

shafa’at ke liye sab ki nazar unn per lagi ho gi

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

maula ya salli wasallim daeeman abadan
ala habibi ka kher-e-khalq-e kulli heemi

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...