lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu dil ka gaana – ash king & neeti mohan

Loading...

pehla pehla love
masoom deewana
dil ki dhadkan bhi
ban jaaye gaana

nazrein milana (nazrein milana)
nazrein churana (nazrein churana)
aur man hi man mein muskurana
yoon hi rozana.

bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana… ho.
bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana… oo.

teri baatein bhi. lagti hain gaana
teri dhun mein hai. ab kho jaana

rag rag mein gaana (rag rag mein gaana)
hai tujhko sunana (hai tujhko sunana)
rag rag mein gaana hai tujhko sunana
yoon hi rozana.

bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana… ho.
bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana… oo.

yoon hi hardam tu.
mera sath nibhana (sath nibhana)
waqt se keh dena yahin ruk jaa na

tujh mein samana (tujh mein samana)
tujh mein kho jaana (tujh mein kho jaana)
tujh mein samana o tujh mein kho jaana
yoon hi rozana.

bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana… ho.
bas bajna chahiye gaana
bas bajna chahiye gaana
gaana gaana gaana…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...