lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu e-mere humsafar – humera channa

Loading...

aye mere humsafar ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki
aye mere humsafar ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki

jisko duaaon mein maanga
tu hai wahi rehnuma
tere bina mushqil hai
ek bhi kadam chalna
jisko duaaon mein maanga
tu hai wahi rehnuma
tere bina mushqil hai
ek bhi kadam chalna

bin tere kahaan hai manzil pyar ki
aye mere humsafar ik zara intezaar
sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

naa hum bewafaa hain
naa pyar hai kam darmiyaan
par apni taqdeerein
hain bilkul hi judaa
naa hum bewafaa hain
naa pyar hai kam darmiyaan
par apni taqdeerein
hain bilkul hi judaa

phir kaise milegi manzil pyar ki
aye mere humsafar ik zara intezaar
sunn sadaayein de rahi hai manzil pyar ki

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...