lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kab aaoge – mohit chauhan

Loading...

baharein beetne ko hai
bataao na kab aaoge
mmm.
baharein beetne ko hai
bataao na kab aaoge
ummedein reetne ko hain

bataao na kab aaoge
tere bin dil ye pyaasa hai
kab talak yun tarsaaoge
parindey lautne ko hain

bataao na kab aaoge
abhi jo tum chale aate
hawa sanndal di hojaati
abhi jo tum chale aate

hawa sanndal di hojaati
ke dariya rukh badal leta
ghadi makhmal si ho jaati
mujhe bhi chain mil jaata

tabiyat bhi sambhal jaati
nazaare doobne ko hain
bataao na kab aaoge
ummedein reetne ko hain

bataao na kab aaoge
inn aankhon ne teri soorat
kuch iss tarah sambhali hai
inn aankhon ne teri soorat

kuch iss tarah sambhali hai
ke inmein tum agar naa ho
toh darpan khali khali hai
bas tere aane bhar se meri
ye hasrat hi machaljaati
sabhi ab poochhne ko hai
bataao na kab aaoge
ummedein reetne ko hain
bataao na kab aaoge.

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...