lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kokh ke rath mein – ananya bhat

Loading...

kokh ke rath mein mujhe
rakh kar chalti thi
kitna khush tha main maa
jab main ghabraya
tab tu apnaya
teri chunri hi saya tha maa

mere rag-rag mein
tera naam hai maa
tu hi mere dil ki saans ho maa

tandani na ne tane tandanu
tane nanu ne na x (2)

sapnon ko khoye hain
apno ko khoye hain
inko insaaf milta nahi
khoon bhi beh g-ya
chain bhi udd g-ya
dar mitane wale koyi nahi

tujhi ko inke khuda
banke rehna hai
tujhko karta hoon main yakeen

tandani na ne tane tandanu
tane nanu ne na x (2)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...