lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mujhe kaise pata na chala – papon & meet bros

Loading...

mere dil mein teri dhadkane thi
mujhko na aayi nazar
tera ishq mujh mein saans le raha tha

mujhko hui na khabar

mere alaawa jaan g-ye sab
mujhpe tu kinna marda ae
mujhe kaise pata na chala
ki tu mainu pyaar karda ae
mujhe kaise pata na chala
ki mera hi intezaar karda ae

mere alaawa jaan g-ye sab
mujhpe tu kinna marda ae
mujhe kaise pata na chala
ki tu mainu pyaar karda ae
mujhe kaise pata na chala
ki mera hi intezaar karda ae

tere baad tujhko hum dhoondhte hain
raahon se tera pata puchte hain

milte hai jo pyaar mein aansu
rab jaane kyun nahi sookhte hain

dooriyan yeh teri chhoone lagi to
jeene se dil mera darda ae

mujhe kaise pata na chala
ki tu mainu pyaar karda ae
mujhe kaise pata na chala
ki mera hi intezaar karda ae

haathon mein ab tera haath nahi hai
lagta laqeerein saath nahi hain

tere bina dekha hai mehsoos kar ke
jeene mein ab woh baat nahi hai

saamne tu hai saamne main hoon
phir jaane kaisa parda hai

mujhe kaise pata na chala?
ki tu mainu pyaar karda ae
mujhe kaise pata na chala?
ki mera hi intezaar karda ae

mere alawa jaan g-ye sab
mujhpe tu kinna marda ae

mujhe kaise pata na chala
ki tu mainu pyaar karda ae
mujhe kaise pata na chala
ki mera hi intezaar karda ae

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...