lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

until the end of me - pratyakxh, anupma & mustafa lyrics

Loading...

behad haseen tha woh
khwaab mera
khushiyon ka jaziraa
bahaon mein tha seemta

aankhein jo khuli hai
tu nahi dikha
chadar pe seelvate par
tu gumshuda

dekh le tu zara
khayaalon ke paar
woh wehem tha tera
ya jhootha sansar

dekh le tu zara
khayaalon ke paar
woh wehem tha tera
ya jhootha sansar?

ghut ghut ke saansein leta
palkhen hai bhari meri
aansu itne bahe
main nasur ban gaya

tu roya khamakha hi
meri kya thi khata
tune kabhi nah samjhi
meri waafa
uljha raha tu apni
paheliyon mein har pal
meri kaavish ko
fareb se tola

dekh le tu zara
khayaalon ke paar
woh wehem tha tera
tha jhootha sansar

jaan leta agar
mera kya tha haal
hui khalish se bezubaan
samjhle yeh jazbaat

chhor tassavvur apni
hoja tu bedaar
kar rahi aaj bhi
tera hi main intezaar

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...