lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu dab – raftaar feat. sonu kakkar & muhfaad

Loading...

saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab karungi

saiyan sang dab…

saiyan sang kohni mod
maar sar beech mein
ek haath piche kar
aasmaan kheench le
floor pe tu aa
ab dab de dabaa dab
kaise move karti kamar
zara teach me
style angrezon ka banaya humne desi
heat itni beat mein ki on karun ac
baat muhfaad ke bata raha hoon
stamp bhi chhupa raha hoon
dhoondh ke dikha diyo tu yari apne jaisi
aisi taisi mein g-ye woh
unme na yeh cl-ss hai
aaj ki taiyari thi gawah yeh itihas hai
300 ka nakli joota leke maara style maine
aaj yeezy asli teen dhaari adidas hai
toh maa se jaa ke puch lo
khilaya kya tha sher ko

yeh lil pack tez rakhe gear ko
aafaton ko cheer ke main aaya iss paar
sajaniya khush aaye saiyan raftaarrr

saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab…

saare karo dab…
dab…
chalo saare karo dab…
dab…

jaldi se circle ke andar mein aa
circle mein aake tu move dikha
move se mujhko tu groove kara
tujhse se na koi bhi behtar yahaan

chal whip kar baby baby
thoda bahut naine naine
shuffle karenge beat double karenge
sab hone lage crazy crazy

saare karo dab…
dab…
chalo saare karo dab…
dab…

upar se jaati baatein sar ke kar ke mind blow
trigonometric agli line kar rewind bro
tan skin cause brown complexion
within a sick tera bhai na hua hai sign bro
tera bhai aage badh raha
aage badhta dekh mujhko paara inka chadh raha
yaar aadmi hai tu yaa teesri hai taang tu
sehlao jitna pyaar se tu utna hi akad raha

ringa ringa roz hi leti selfiyan pose mein
johny johny yes bolke nahi hai hosh mein
mera dab karta haal jo kare na tera maal
saare naachne lagoge ek dose mein
aaya main beat mein fit karo dab
khaali pada floor khatam karo gap
bori bistaron ko sarne waale karo back
par chaahne waale saath mein karo saare dab

katal kare kalesh ka
kehdi kalam kalol ki
kadakta khoon khaul ke
kasar kala ki kholti

f-kata f-kron ki fakar se
fursaton ki fer mein
fir fat se udta furti mein
farrata first gear mein

kadi ki kashti khushnuma
kyun kall pe kal ke kekde
kasam khuda karam karo
karam jalo ke case mein

free fund hi firte firte
faaltu mein fintu fullet faad di
faila dab saare desh mein

saare karo dab…
dab…
chalo saare karo dab…
dab…

saiyan sang dab karungi
saiyan sang dab…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...