lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

bachpan (sab ka nahin suhana) - rameez khalid lyrics

Loading...

verse
j*sm nahin nishana hai yeh logon
chup raho sehtay raho na bolo

dard zayada hogaya tou ro lo
shoor tham gaya ab touu so lo

tum he touu thaiy mairay nayghaybaan
chahoun main tum say he panah

chorus:
zalim apnay , andha zamana
yeh lab chup hain , sab kuch chupana
jo ro bhi doun , kis nay mananaa
bachpan sab ka nahin suhanaa

la la la la la la la la la laaaaaa
la la la la la la la la la aaa aaaaa (repeat one more time)

verse
dosh tum pay hoga kuch touu logooon
yeh zuban hai choti tum touu bolo
koi nahin hai pashemaan
sab hai kahan main hoon tanha

chorus:
zalim apnay andha zamana
yeh lab chup hain , sab kuch chupana
jo ro bhi doun , kis nay mananaa
bachpan sab ka nahin suhanaa

la la la la la la la la la laaaaaa
la la la la la la la la la aaa aaaaa (repeat one more time)

bridge:
pocchay koi , kaisay yeh nishaan tha para
kehna hai us say kay who kaheen tha gira
aansoo akhir ruk gaye hain, zubaan pay girhaa
phir likhay gay yeh sabaq jab who hoga bara

chorus:
zalim apnay , andha zamana
yeh lab chup hain , sab kuch chupana
jo rou bhi doun , kis nay mananaa
bachpan sab ka nahin suhanaa

outro:
j*sm nahin nishana hai logon
kyon ho ab bhi chup kuch touu bolo

********* end **********

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...