lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu gunah – satyum

Loading...

[intro]

kamaal ki baat hai
maal bhi saath tha
hum ladke nalayak hai
kisi se na vasta

[verse]

gunaaho ki ghadi mai
khud hi ko kaatu ye hadsa
dil mera kabse hai bhara
ab behtar mujhe na mile hai rasta
mai khasta
jaagta sochta
bhai ki sunu
par dil nahi manta
dil mai zakhm
hai bhare sitam
gam liye pita mai nachta
phir baitha hu rota aur laapta

[bridge]

gunaaho ki yahi saza hai
talab na mite sila hai
dilli aur seena jala hai
duaon ki bachi dava hai

[verse}

maanu na haar
par saha na jata
mukti ki kasar mai
dil hai chillata
jeeyu mai haarke
ya maru mai jaanke
samjh nahi aata
gharwalo ka gam hai satata
kali denali mai raja
bechaini bani baithi aaka
dil tuta baitha mai ranjha
jeeyu agar chahe khwaja
apno ne mujhe sambhala
phir bhi na bacha mai saala
likha na jaye mai aalsi
lage sataye har aadmi
lada mai khudse
aur hara bhi
dhadkanein tez hoti jaa rahi
bhari jo aakhein hai laal si
khud ko mai roku aur chahu bhi
gunaaho ki mehfil hai aaj bhi
tanhaayi yun sar pe hai nachti
chillata akela aur saans nai
jaane do mukti bula rahi

[bridge]

gunaaho ki yahi saza hai
talab na mite sila hai
dilli aur seena jala hai
duaon ki khatam dava hai

gunaaho ki yahi saza hai
talab na mite sila hai
dilli aur seena jala hai
duaon ki khatam dava hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...