lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tu – sonu nigam

Loading...

ladies and gentleman
we give you sonu nigam
aye dilruba kitna haseen mila
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
oh habiba
oh habiba
kyun tu itni gumsum hain
yahan lakhon hain chehre
par lagta bas hum tum hain
khol aankhein, saari khushiya
tere kadmon ko chumegi
teri meri ho jo jodi
yahi duniya dekhegi
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehb–ba
socha nahi socha tune kabhi
socha nahi socha tune kabhi
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehb–ba

aye dilruba kitna haseen mila
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
mere dil mein bas tu hain
yeh tune na jaana
main hu aashiq tera aashiq
par tune na mana
sharmaati ghabraati
tu itna tadpati
phir bhi tu mere dil ko
kyun itni hai bhaati
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehb–ba
socha nahi socha tune kabhi
socha nahi socha tune kabhi
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehb–ba

tu hain mera main hu teri
kabhi muhjse keh dena
ek pal bhi bin tere
mushkil hain ab rehna
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehb–ba
socha nahi socha tune kabhi
socha nahi socha tune kabhi

dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehb–ba

tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehb–ba

tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...