lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu zara tu itna – mehul pandit

Loading...

zara tu itna batade bhagwan
lagi ye kaisi laga raha hain
mujhi mein rahe kar mujhi se apni
ye khoj kaisi kara raha hain

zara tu itna batade bhagwan
lagi ye kaisi laga raha hain
mujhi meib rahe kar mujhi se apni
ye khoj kaisi kara raha hain

hruday bhi tum ho
tum hi ho priyatam
prem bhi tum ho
tum hi ho premi

hruday bhi tum ho
tum hi ho priyatam
prem bhi tum ho
tum hi ho premi

pukarta man tum hi ho kyun phir
tum hi ho dil mein sama raha hain

zara tu itna bhatade bhagwan
lagi ye kaisi laga raha hain

pran bhi tum ho
tumhi ho spandan
nayan bhi tum ho
tumhi ho jyoti

pran bhi tum ho
tum hi ho spandan
nayan bhi tum ho
tum hi ho jyoti

tum hi ko lekar
tum hi ko dundu
nayi ye leela dika ra ha hain
mujhi mein rahekar mujhi se apni ye khoj kaisi kara raha hain

karm bhi tum ho
tum hi ho karta
dharm bhi tumho
tum hi ho dharta

karm bhi tum ho
tum hi ho karta
dharm bhi tum ho
tum hi ho dharta

nimmith karan mujhe banakar
nach kaisa nacha raha hain
mujhi mein rahe kar
mujhi se apni ye khoj kaisi kara raha hain

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...