lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ghar - aditya satpathy lyrics

Loading...

khwabon ke zameen pe
sang tere ghar basaya tha
kho baitha khudko magar
tumko apna banaya tha

din dhalne ko bhi aa chuka hai
ambar mein chanda bhi basa hai
gham se bhare main lafz lekin
khushiyon ka parda rehta hai

aasun ke katron se
teri hi yadon mein
nagme hai maine likhe
mohabbat ki justaju mein
kadam ye mere hain
galiyon mein tere ruke

tham gayi hai zindagi
fizul si hai sansein
baithun jo main ankhein band karke
yaad aati hai woh baatein

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...