
prabhu kahan hai woh - air atman in ravi lyrics
prabhu kahan hai woh
prabhu kahan hai woh har jagah ||koi jagah jahan woh nahin
andhakar ke karan woh dikhte nahin ||avidya ke karam woh dikhte nahin..
har jeev mein woh, har shay mein woh|| kann kann mein prabhu baste hain..
duniya woh .. tum or main woh..|| uske bin kuch bhi nahin.. 6×2
hawa hain kahan.. dikhta nahin.. || kaise karun iska yakeen..
koi jagah na ..jahan woh nahin ..|| mujhko malum.. mujhko hain yakeen ..
prabhu na dikhte par har shay mein wohi || tum aur main kuch na.. uske bin kuch nahin..
prabhu hi pran.. prabhu atman.. || prabhu hai zindagi.. prabhu hain sans prabhu hai jaan..|| uske bin kuch nahin
uske bin kuch nahin. x 3
prabhu kahan hai woh har jagah..||koi jagah jahan woh nahin
andhakar ke karan woh dikhte nahin…..
jo bhi zinda..prabhu hai wohi.. || prabhu bin na ho koi zindagi..
prabhu bin kshan mein || maut ho jati
prabhu bin na ho|| koi zindagi..
prabhu hi sans hai.. ||prabhu zindagi..
uske bin jeevan na..|| uske bin kuch nahin..
prabhu hi pran ..prabhu atman..|| prabhu hain zindagi..
prabhu hain sans prabhu hai jaan..|| uske bin kuch nahin
uske bin kuch nahin. x 3
prabhu kahan hai woh har jagah..|| koi jagah jahan woh nahin
andhakar ke karan woh dikhte nahin….…
phool mein prabhu..|| prabhu hi hain panchi..
pahadein prabhu hai.. || prabhu hi hai nadi..
aasman prabhu ..|| surya chaand wohi..
badlon mein who.. hai|| hawaien wohi ..
main bhi prabhu hoon.. ||aur prabhu tuhi..
prabhu bin na ho || koi zindagi..
prabhu hi pran ..prabhu atman|| prabhu hain zindagi..
prabhu hain sans, prabhu hai jaan|| uske bin kuch nahin
uske bin kuch nahin. x 3
prabhu kahan hai woh har jagah|| koi jagah jahan woh nahin
andhakar ke karan woh dikhte nahin || avidya ke karan woh dikhte nahin..
har jeev mein woh, har shay mein woh|| kann kann mein prabhu baste hain..
duniya woh .. tum or main woh|| uske bin kuch bhi nahin..
uske bin kuch nahin…(x3)
Random Song Lyrics :
- солнышко (sun) - albert sigalov lyrics
- thor - die ärzte lyrics
- wielki chłopak - filip "fifi" wojtan lyrics
- little town - jakko jakszyk lyrics
- money in da bank - caked up lyrics
- still thinkin' about you - zan fiskum lyrics
- rápido* - lautaro lopez lyrics
- 4-1-8-3 - 83 lyrics
- オルガンの丘 - ロックスボックス lyrics
- mama mia - pierrii lyrics