
prabhu teri kripa... - air atman in ravi lyrics
prabhu teri kripa…
prabhu teri kripa hai ke… jag mein jeeta main…..
kripa bin main mar jata
karta kuch na main prabhu sab kuch tu hi karta…
tum bin prabhu main kuch na…sab kuch teri kripa
lagta ke sab karta main, ahankaar kahe sab karta main…par sach mein kuch bhi na main karta…
sab kuch toh karta hai tu, teri kripa se hota sab kuch, teri kripa bin kuch bhi na hota
teri kripa se sab kuch hota , teri kripa bin kuch na hota, teri kripa se jag yeh hai chalta
prabhu teri kripa hai ke… jag mein jeeta main…..
kripa bin main mar jata
karta kuch na main prabhu sab kuch tu hi karta…
tum bin prabhu main kuch na…sab kuch teri kripa
pyar jo prabhu karta hoon main, sach mein pyar karta na main, sach mein pyar prabhu tu hi karta
kavita jo likhta hoon main, sach mein na likhta main yeh, sach main prabhu kavita tu likhta…
dil ke andar dil dhadakta, sach mein prabhu tu hai jo nachta, prabhu ehsaas mujhko yeh hog-ya…
prabhu teri kripa hai ke… jag mein jeeta main…..
kripa bin main mar jata
karta kuch na main prabhu sab kuch tu hi karta…
tum bin prabhu main kuch na…sab kuch teri kripa
shuniya prabhu sach mein hoon main, tum bin prabhu kuch na hoon main, tu nehi toh kuch bhi na hota…
tan badan mera jo yeh dikhta, atman bin na yeh hota, tu hai toh sab kuch yeh hota…
tu hai toh duniya hai yeh, tumse prakat sab kuch hai yeh, teri kripa se samsaar yeh hota…
prabhu teri kripa hai ke… jag mein jeeta main…..
kripa bin main mar jata
karta kuch na main prabhu sab kuch tu hi karta…
tum bin prabhu main kuch na…sab kuch teri kripa
Random Song Lyrics :
- ballad of forty dollars - jerry lee lewis lyrics
- i'm a noob - minecraft steve lyrics
- obe 1 kanobe vs ψboy - versus battle lyrics
- bene - mosè cov lyrics
- move back - alla xul elu lyrics
- nevada - tahades lyrics
- sincerely, cinco - cincotheflexgod lyrics
- é hora de deixar de amar - tony carreira lyrics
- christmas shawty 2 - nsy roro lyrics
- oxytocin - runforrest lyrics