lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ek tarfa - ananyaverse lyrics

Loading...

hmm
ooo
hmm

hari hari hari
tere ishq mein
khud ko khoke
teri ban gayi hoon main

lamha lamha
teri duniya mein main
kya yeh
kya yeh
kya yeh
aashiqui hi hai

yeh junoon nahin hai
ek dard bhara dil hai
ab sab mushkil hai
koi samjho na

hadd se bhi zyada
tujhe ko chaha
dil ne tujhe ko hi
tujhe ko maanga

ab dhoka khaake
samajh aave
yeh aashiqui hai
ek tarfa
ek pal mein mere tum humdard ho
ek pal mein lagte tum khudgarz ho

kaise pehchaanu
tum ho kaun
main hoon kaun
hum hain kya
yeh dil kya
yeh hai kaisa rishta
kaisa yeh rishta
yeh aashiqui
kyun ki

khud ko main khoti ja rahi hoon
teri baaton mein ulajh rahi hoon
yeh aashiqui mujhe tod rahi hai
kyunki yeh hai ek tarfa

ahhhh
ek tarfa
yeh aashiqui

hari hari hari
tere ishq mein

yeh junoon nahin hai
ek dard bhara dil hai
ab sab mushkil hai
koi samjhe na
hadd se bhi zyada
tujhe ko chaha
dil ne tujhe ko hi
tujhe ko maanga
ab dhoka khaake
samajh aava
yeh aashiqui hai
ek tarfa

ek tarfa pyaar ki taaqat
usse chodne mein hoti hai
aur khud ko chunne mein hoti hai
hmm

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...