lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aitraaf - aqdas asif lyrics

Loading...

[intro]
koi jawaaz nahi
kisi alfaaz mei bhi kuch sach nahi
aap ka andaaz bhi sounds so d*mn sweet
so d*mn sweet

[chorus]
aik sawaal, dou jawaab
teen aitraaf, chaar jhooth
aik sawaal, dou jawaab
teen aitraaf, ke chaar chehre

[post*chorus]
mein bhi yeh sochun
itna ikhteyar kyun tha?
ab sab muskurao
apna sar jhukao
mein bhi yeh sochun
itna aitebaar kyun tha?
jab sab muskuratay
sahi bas woh he

[chorus]
aik sawaal, dou jawaab
teen aitraaf, chaar jhooth (chaar jhooth)
aik sawaal, dou jawaab
teen iksaam, ke chaar chehre kyun?
kyun?
[post*chorus]
mein bhi yeh sochun
itna ikhteyar kyun tha?
ab sab muskurao
apna sar jhukao
mein bhi yeh sochun
itna aitebaar kyun tha?
jab sab muskuratay
sahi bas woh he

[chorus]
aik sawaal, dou jawaab
teen aitraaf, chaar jhooth
aik sawaal, dou jawaab
teen aitraaf, ke chaar chehre kyun?
kyun?

[post*chorus]
mein bhi yeh sochun
itna ikhteyar kyun tha?
ab sab muskurao
apna sar jhukao
mein bhi yeh sochun
itna aitebaar kyun tha?
jab sab muskuratay
sahi bas woh he

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...