
zindagi meri - arstah lyrics
[chorus]
azaab bay barbaad hay zindagi meri haan
dajal hay zamanay main jagah andheri haan
aik ghaar hay hasaar hay zindagi meri
aj jaal hay fana hay zindagi meri haan
[verse]
sokh g*ye gaal hay haal bura
kis say main loon ye hisaab bata
ankhoon main hay gham bayhisaab bhara
daikh tay ni tu daikhti ni
duniya nay mujh ko halak kiya
apna hi yaar ghadar bana
soye soye galiyoon main raat subha
guzri meri guzri meri
chala main ja ta lay kay dagha
jis ki talash thi ghar wo tabah
kisi nay mujh ko na yaad rakha
ghareebi meri ghareebi meri ye
[chorus]
azaab bay barbaad hay zindagi meri haan
dajal hay zamanay main jagah andheri haan
aik ghaar hay hasaar hay zindagi meri haan
aj jaal hay fana hay zindagi meri haan
[outro]
dosray ye jahan ki baatein haen
sab ko na samajh main aani
dosray ye jahan ki baatein haen
sab ko na samajh main aani
dosray ye jahan ki baatein haen
sab ko na samajh main aani
dosray ye jahan ki baatein haen
sab ko na samajh main aani
Random Song Lyrics :
- shut up - interstate 007 lyrics
- desamparo - andr_oficial lyrics
- without rules - able to return lyrics
- έχασες το τραίνο (ehases to treno) - tolis voskopoulos lyrics
- 36,6 - paulina przybysz lyrics
- последний трек (lust track) - madinat, usikkk & one lick lyrics
- um desejo em mim - maria clara rosis lyrics
- stumblin’ - ayetj lyrics
- tear-gazer (2025 ver.) - 博衣こより (hakui koyori) lyrics
- eleve - eleve vocal lyrics