
meherbani - asad ali palijo lyrics
hai saaz tu, tera tarz main
tu hai dava aur marz main
dildaar tu. khudgarz main
hai geet tu, tere lafz main
tu hai duaa aur farz main
aazad tu aur karz main
hai shaam tu, taareef main
tu chain hai, taqleef main
tujhse mila to paa liya
har cheez main
hai khwab tu taabeer main
maana tujhe taqdeer mein
tera hua is bheed main, is bheed main
hai teri meherbani
ke andheron se hum muqar g-ye
hai teri meherbani
ke bin jaane hi hum sanwar g-ye
hai saaz tu, tera tarz main
tu hai dava aur marz main
dildaar tu. khudgarz main
hai geet tu, tere lafz main
tu hai duaa aur farz main
aazad tu… aur karz main
hai shaam tu, taareef main
tu chain hai, taqleef main
tujhse mila to paa liya
har cheez main
hai khwab tu taabeer main
maana tujhe taqdeer mein
tera hua is bheed main, is bheed main
hai teri meherbani
ke andheron se hum muqar g-ye
hai teri meherbani
ke bin jaane hi hum sawar g-ye
hai tu hi toh ehde wafa
tu baarish meri, savera mera
main tera hum raasta
hai kasti teri kinara mera hai teri meherbani
ke andheron se hum muqar g-ye
hai teri meherbaani
ke bin jaane hi hum sawar g-ye
hai teri meherbani
ke andheron se hum mukar g-ye
hai teri meherbani
ke bin jaane hi hum sawar g-ye
Random Song Lyrics :
- bailarina do mar - anna ratto lyrics
- enchendo a alma de vaneira - joão luiz corrêa lyrics
- violeiro - fundo de quintal lyrics
- zeca fumaça (reportagem) - dinamicos do samba lyrics
- é só você querer - voltare lyrics
- resistência - mandau lyrics
- sua amiga é mais legal - 20busk lyrics
- i ragazzi italiani - ron lyrics
- quem é o cara? - uns kamaradas lyrics
- priest of the unholy - yngwie malmsteen lyrics