
dil cheez kya hai - asha bhosle lyrics
aa aa aa aa, aa aa aa
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye -2
bas ek baar mera kaha
bas ek baar mera kaha maan lijiye – 2
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
is anjuman mein aapko
is anjuman mein aapko, aah, aah aah aah
is anjuman mein aapko
is anjumn mein aapko aana hai baar baar
aana hai baar baar
deewar-o-dar ko gour se
deewar-o-dar ko gour se pehchan lijiye – 2
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
mana ki doston ko nahi
doston, doston ko nahi
mana ki doston ko nahi, dosti ke paas
lekin ye kya ke gair ka
lekin ye kya ke gair ka ehsan lijiye – 2
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
kahiye to
kahiye to aasman ko
kahiye to aasman ko zameen par utaar laye
mushkil nahi hai kuch bhi
mushkil nahi hai kuch bhi agar thaan lijiye – 2
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
bas ek baar mera kaha
bas ek baar mera kaha maan lijiye
maan lijiye, maan lijiye
Random Song Lyrics :
- infamous - big coach the big homie lyrics
- i wished on the moon - diana krall lyrics
- born with it - enzo ingrosso lyrics
- bintwala - crysto panda lyrics
- kontakte - azudemsk lyrics
- man of 300 voices - macabre omen lyrics
- sober mind - lick-g lyrics
- а кто тут судьи (so who are the judges here) - sagath lyrics
- swish pt. 2 - dj the rapper lyrics
- trauma - nsight lyrics