lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

achanak hui subah - asmro's lyrics

Loading...

girte parte soya hi tha
kambal mon pe oura hi tha
chandani to kabki gai
par mera mon na dhola
achanak hui subah

dur daraz se lana nashta
ya phir raat ka bachawa khana
piyar mohabat dil ki yaari
choriyon ka yoon dana chogna

wohooo…

nahsta karne bheta hoon
omelette kharaha hoon main
subha subha…
khaonge to bataon
api se banwadoga
ga ga ga

mujhe pata hai tum sunrahe ho mujhe
or samaj bhi rahei ho tum mujhe
achanak hui subah

mazey ka din guzara
suraj ki kirno ka nazara
hai mujh main doba
tumsa koi pyara…
mazey ka din guzara
suraj ki kirno ka nazara
hai mujh main doba
tumsa koi pyara
tumsa koi pyara
khamoshi se le raha hon
in galiyon ki hawa
aaa aaa…

in galiyon ka ek ek tara
mere cheere pe khulta sara
mere dil ye subah basi
meri raat bhi
intizar main subah ke
intizar main subah ke
intizar main subah ke

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...