
farda - bayaan lyrics
tu sabr hai, abr hai
karam ki tarah barasta hua
chal yaad ki aghosh mein
ghamoun ko chupa k hansta hua
ab wafa fanaa, hayaa fanaa
sach hai aur yeh
saara sheher apni rahatoun ki dhunn mein beykhabar
hai magar
ab bhi aksar
panchi hawaoun mein zindagi k naghmay buntay hain
farda o farda kya sochta hai
haal e adam se kyun badgumaan hai
qatra qatra zindagi hai
baarish mein bheega tera jahan hai
kyun noor se duur hai
k chup k bhanwar mein gumm hai kaheen
kyun dil mein jo alfaaz hain
suron pe sajaa k kehtay naheen
taareekion mein jo dooba hai ghar
subah ki lau bhi jalay ki magar
k ab wafaa fanaa, hayaa fanaa
sach hai aur yeh
saara sheher apni rahatoun ki dhunn mein beykhabar
hai magar
ab bhi aksar
panchi hawaoun mein zindagi k naghmay bunntay hain
farda o farda kya sochta hai
haal e adam se kyun badgumaan hai
qatra qatra zindagi hai
baarish mein bheega tera jahan hai
farda o farda kya sochta hai
haal e adam se kyun badgumaan hai
qatra qatra zindagi hai
baarish mein bheega tera jahan hai
tera jahaan hai (x3)
Random Song Lyrics :
- like a riff (studio session) - juice wrld lyrics
- changes - itsalfie lyrics
- diamantes pal free - angi fire lyrics
- numb - autumntorch lyrics
- sa mère la naine - el piñolito lyrics
- te vi dançando - tavin lyrics
- the music goes 'round and around - frank froeba lyrics
- it's get cash id (parody of closer to fine) - &me lyrics
- одной линией (odnoj liniej) - ones_music lyrics
- pio konta - melina mammas lyrics