akelaa - dj abdur, dino ali, jani & superdupersultan lyrics
[chorus: dino ali]
sochon may gum para
akela hoon mein khara
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dekh zara
mein ne hai kya kaha
tu ne hai kya suna
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dekh zara
[verse 1: dino ali]
yaadon ki parchayian
har taraf chehra tera
dil ki yeh baatein ab chup hain
ab sirf tanhayian
aansu bahaata raha
toota jo yeh sapna
tanha hoon ab iss safar may
manzil ka kuch naa pata
pal*pal beeti yaadon may tere, dheeray
oh, dil ki awaaz tujhe hi pukaare
oh
[chorus: dino ali]
sochon may gum para
akela hoon mein khara
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dekh zara
mein ne hai kya kaha
tu ne hai kya suna
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dеkh zara
[verse 2: jani]
wahin kahin agar nahi, tou mein kahin nahi
taikhaana dil, koi yaad ab yahan rahi nahi
mujhe sabne kaha kuch nahi banеga tera
sab paraaye par yeh gulukaari wahin rahi
chaaha deedaar, par haar chuke tumse hum
sab aazmaa chuke hain aashiqui ke nuskhay hum
sawaab milta hai kya tum ko faaslon se?
jo chalay jaate ho mehfilon se uthke ab
aansu peeke bethe hain apne abhi tou (abhi tou)
fasaadi hojaate hain hum bhi yahan kabhi tou (kabhi tou)
larh*jhagarh ke betha hoon mein ghar ke konay may
kya phir se koi baat hogayi nahi tou?
tum baarishon ke jaise na*farmaan ho (woah)
tum mere aur khuda ke darmiyaan ho (woah, woah)
matlab har dua jo tumse hoke guzri (hmm)
ab iske baad kya hi baat hogi dusri?
[chorus: dino ali]
sochon may gum para
akela hoon mein khara
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dekh zara
mein ne hai kya kaha
tu ne hai kya suna
tu aake tou dekh, aake tou dekh
tu aake tou dekh zara
Random Song Lyrics :
- pablo picasso - mop-g lyrics
- recorded butterflies (live) - olivia inspi' reira (trapnest) lyrics
- duch - kamerzysta lyrics
- ロボティックガール (robotic girl) - ゆのみ yunomi lyrics
- above not below - roy blair lyrics
- turn around - laci kaye booth lyrics
- push the line - styles p lyrics
- mattie's lament - original off-broadway cast of we are the tigers lyrics
- nós somos a rua - tubarão baixada lyrics
- ‹3 - jakewolf lyrics