lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

teri yaadein - hari tandel lyrics

Loading...

pehli nazar, mera pehla pyar
mujhe ho gaya, oh mere yaar
pehli nazar, mera pehla pyar
mujhe ho gaya, oh mere yaar

tere bin mai jee na sakunga
tere bin mai mar na sakunga
tere bin mai reh na sakunga
oh mere yaar

tere bin mai jee na sakunga
tere bin mai mar na sakunga
tere bin mai reh na sakunga
oh mere yaar

teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave

pehli nazar to milao
hum ko na yuh tum sataao
tere nainon ki in leher mein
mujhko na yuh tum bahao

pehli nazar to milao
hum ko na yuh tum sataao
tere nainon ki in leher mein
mujhko na yuh tum bahao
tere dil ke in raaston mein
har roj mein gujarta hun
mere dil ki in diwaron pe
tera naam hi bus likha hai

teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave

teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave

tumhen yad karke main har roj
tasvir teri bnaun
tumko to kitna main chahun
tumko ye bata na paaun

tumhen yad karke main har roj
tasvir teri bnaun
tumko to kitna main chahun
tumko ye bata na paaun

in kitabon ka voh panna
ham tumse hi to juda hai
in lafzon ki jahezon mein
mera pyar hi bus chhupa hai
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave

teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave
teri yaadein yaadein, yaadein yaadein, yaadein tadpave

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...