
kitna aasaan hai kehna - lata mangeshkar lyrics
kitna aasaan hai kehna bhul jaao bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
ho na jaana na jaana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
bin soche bin samjhe log
maajhi toh ban jaate hain
unko yeh maloom nahi
ke toofan bhi aate hain
kitna aasan hai maajhi ban jaana
kitna mushkil hai paar lagana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
ha tumko hai dard bada
isi duniya ki rasmon ka
ulfat mein jo khayi thi
kya hoga uss kasmon ka
kitna aasaan hai vaaden todd dena
kitna mushkil hai vaaden nibhana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao
kitna mushkil hai par bhul jaana
ho na jaana na jaana
kitna aasaan hai kehna bhul jaao bhul jaao bhul jaao
Random Song Lyrics :
- einmal verliebt 2 - sevi rin lyrics
- juliano mon pote (freestyle 46min skyrock) - jul lyrics
- “pervert’s special holiday”- late show - frank zappa lyrics
- spanish mami's (neva, neva) - elevated shorty lyrics
- secoli - non voglio che clara lyrics
- mig og min alien - dykkermændern lyrics
- the great jonathian betrayal of 2019 - da choia boiz lyrics
- royalty - circus-p lyrics
- comment t'aimer - bigty (rap) lyrics
- fuck batmane (2015) - death plus lyrics