
tujhe dekha to yeh - lata mangeshkar lyrics
–male–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to yeh jaana sanam
(tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam) – 2
ab yahan se kahan jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum
–female–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
ab yahan se kahan jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum
–male–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
–female–
la la la la la, la la la la la
la la la la la, la la la
aankhen meri sapne tere
dil mera, yaadein teri
–male–
o, mera hai kya
–female–
(la la la)
–male–
sab kuch tera
–female–
(la la la)
–male–
jaan teri, saansein teri
–female–
meri aankhon mein aansu tere aa g-ye
muskuraane lage saare gham
–male–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
–female–
ab yahan se kahan jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum
–male–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
–female–
yeh dil kahin lagta nahin
kya kahoon, main kya karoon
–male–
haan, tu saamne
–female–
(la la la)
–male–
baithi rahe
–female–
(la la la)
–male–
main tujhe dekha karoon
–female–
tune aawaaz di, dekh main aa g-yi
pyaar se hai badi kya kasam
–male–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
–female–
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
–male–
ab yahan se kahan jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum
–female–
teri baahon mein mar jaaye hum
Random Song Lyrics :
- ha süt a nap - bobakrome lyrics
- after dark - muillet lyrics
- sunt divin - exagram lyrics
- burden - boofpaxkmooky lyrics
- jugg club 2 - deseo2x lyrics
- todo se rompe y no sé - gabriela zapata lyrics
- влюбился (fell in luv) - ddrained lyrics
- forever love - de bingoclub lyrics
- telephone - elxnce lyrics
- dirty look - leah kate lyrics