
deewana (duet version) - luminair, raavya & aryan k lyrics
[chorus: luminair]
tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
[post*chorus: luminair]
ab na baaton pe kaabu hai
hai dil ye bekaabu
bas tere hi khwaab bune
saari toh raatein ye jaagoon
teri raah taakoon
tu hi na jo mujhko chune
kaisi toh aakhein ye teri hain
mujhse ye keh rahi hain
aaja na saath chalein
jahan pe hawayein bhi beh rahi hain
barsaatein deh rahi hain
gulaabi samaa ke tale
[verse 1: luminair]
kyun aake yun baar baar dil dhadkaye
kyun hai ye nasha tera jo sar chadh jaye
kyun hoke khafa khafa tu mujhko tadpayе
yun hi bewajah
[verse 2: raavya]
tere bina hai adhuri mеri baatein
dil adhura hai adhuri meri saansein
tham sa gaya hai ye saara jahaan
tu hi dhoond ke bata hoon main kahaan
teri yaadon ke andhere mein ghiri hoon
teri na hoon bhi na jaane kyun teri hoon
chali jaun jahaan jaaye ye hawa
pyaar karne ki hogi ye sazaa
aur milte hain dil agar anjaane se
toh aankh na chura
agar deewana hai toh phir parwaane se
tu akhiyan mila
[chorus: luminair]
tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
[post*chorus: luminair]
ab na baaton pe kaabu
hai dil ye bekaabu
bas tere hi khwaab bune
saari toh raatein ye jaagoon
teri raah taakoon
tu hi na jo mujhko chune
kaisi toh aakhein ye teri hain
mujhse ye keh rahi hain
aaja na saath chalein
jahan pe hawayein bhi beh rahi hain
barsaatein deh rahi hain
gulaabi samaa ke tale
Random Song Lyrics :
- hortical don - ninjaman lyrics
- dark tinted - eligh lyrics
- full dark, no stars - gone.fludd & lottery billz lyrics
- let em talk - dark dust lyrics
- чего стоит твоя жизнь (what your life is worth) - svyat lyrics
- good morning - kid infamous lyrics
- inja irane - bahram lyrics
- кукла (doll) - rapanizze` lyrics
- deciende - gabriel ramos lyrics
- always cold - jesse lyrics