
tere jaisa kaun hain(elshadai aaradhana) - ostan stars lyrics
Loading...
tere jaisa kaun hain
jo mera bhala kare
mera bharosa sirf tujhpar prabhu ** (2)
mere jeevan ka swami
adhaar bana tu prabhuji
tu nahi toh mera jeevan
vyarth ho… jayega
chorus
**********
elshadai aaradhana
elohim aaradhana
adonai aaradhana
yeshua aaradhana ** (2)
1. bechaini mein mujhe paakar
aansu mere poche tune
aakhoan ki putli jaise
jeevan bhar sambhala mujhe ** (2) ** elshadai aaradhana
2. mrityu ke raaste par
tute dil ko liye khadaa tha
changa karne waala bankar
mujhe naya jeevan diya ** (2) ** elshadai aaradhana
Random Song Lyrics :