
taaray - raamiz rizvi lyrics
[intro]
hai dil mein lipti woh hasi
ke nazneen hai ya pari haan
acha meine—
ab— ab kar
ah, okay!
[verse 1]
hai dil mein lipti woh hasi
ke nazneen hai ya pari, haan
dil mera phisal para ab
dhoondta hoon har gali aur
shayari mein bae*basi phir
sochta hoon harr ghari ke
muskurana chahta hoon
saamnay woh jab khari
[chorus]
toh kyun
aasman mein saaray taaray
phir bhi tu
is zameen par din guzaaray
[post*chorus]
kyun mein likh na paun lafz
jin se raabtay hon farz
jaanay kyun
mein jaan doon
[verse 2]
sahara ab hai mil gaya
bahara hai ye dil mera
toh faaslay jo thay sameit loon
thi anjuman ki jo chubhan
sataati thi jo raat din
kya thamm kar aik saans le hi loon
[bridge]
toh kyun?
aasman mein saaray taaray
phir bhi tu
is zameen par din guzaaray ke
likh na paun lafz
jin se raabtay hon farz
jaanay kyun
[chorus]
kyun
aasman mein saaray taaray
phir bhi tu
is zameen par din guzaaray
[post*chorus]
ke sapnon ka hai dhaag ye
aur do hi khwaab bunn saka mein hoon
na jaanay kyun
Random Song Lyrics :
- mil ojos - capaz lyrics
- darkened paradise - the herd lyrics
- let him reign - iris ministries & united pursuit lyrics
- stretcher case - the damned lyrics
- hyperbolic trap chamber - bradley naicker lyrics
- cults of the shadows - therion lyrics
- santa's gonna come in a pickup truck - alvin and the chipmunks lyrics
- forward into the past - bob seger lyrics
- non ci sto (remix) - colle der fomento lyrics
- lose my mind (acoustic) - dean lewis lyrics