kaun saala? - rath & ether lyrics
[intro]
yeah
*ether makes banger*
[pre hook: rath]
kaun saala bol raha zyaada
kaun saala maut ko hai chaahta
kaun saala dost hamaara karke dikhaawa
dushmani chaahta
kaun saala bol raha zyaada
kaun saala maut ko hai chaahta
kaun saala bondage hamaara
kaun saala dono ko jaanta hi nahin
[hook 1: rath]
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
[verse: rath & ether]
blue tick waale hai saath kare kaam
jhoothe 700 me liye nahin
kaam karte hi jaare na karein araam
awaaz karein londe yahaan baithe ni shaant
jo banra hai scene se hai paar
scene ke neend bina chhen lenge khwaab
jinke senior kabhi the aap unki list se kabhi ke hi baahar
ab wo tumhein poochhte nahin jaise sarkaari schoolon me jaate peshaab
harbaari bhool chook karte ni maaf
pansaari ether hai karta hisaab
aur chookta ni rath bhai auditor saab
aur kite saal poocho ki lagengе show biz pe raaj
rappers tanga dengе show piece pe aaj
saal 3 ghuma denge audi ke tyre
hum chauti pe tum milon chauti ke pair
lowkey faraar kyunki chowki se bair
jo ki hairaan baithe rokiye pair
drift karun road pe to tokiye na
baatein homicide deti logical hai
ditch karun plans nahin always on track
stitch karke faad denge
kya?
hum teri gend
tu worried hai tu lalit hai
sahi me, jo sandighd hai
tu kid hai sane aur ether, rath
sachme kaint teri le jaayenge pen
chhod, tu hai kaun?
khudko khoj pehle phir aake yahaan bol
mere dost, kare toss
yes ofc, aaya heads, let me go
chahiye bars toh phir baat aake mujhse karna
mukka laat ki ho baat toh phir aake ladna
mulakaat ki ho baat toh phir haath pakadna
kalam aag*si toh baat se phir raakh hi karna
kaafi shaant sa banda, nahi pasand hai ladna
par tu sher khan banta toh phir udta garda
mujhe books hai bharna aur tu sar pakadna
seedhe maut mai lagta, inki bhussi bharta
bruce lee banta toh phir hum jakie chan hai
f*k se jalta jaise uchiha clan mai
bhookha marta, jo bhi humse ladta poora
truth hi likhta tabhi bante stan hai
flow like ganga aur ye saare sand man
spidey senses, yeh khele pac man
bruce mai fight me aur rap me lil wayne
brutal bhai mai dono mic or bed pe
londe jab chale gazab
kare haq ki baat, pakki baat
khaayega tu bete pakki maar
pakki baat ye tu likhwaale
abki baar hahakaar bina jaaunga ni
kacchi baandh pakki baandh
ye tu gaanth bete
aazaar par mai azaad
kaagaz 2*4 abhi jaake phaade maine
kaahe ko tu roda bane
faayda ni chhoda tujhe
pehle bhi hai
haalat teri dayniya
hai hi nahi hai shabd mere paas me
baat me karun ghaat mai
aath ek do hai saamne waale
khade laash se
last me khula raaz ek
fast me foolein saansein
to mai thoda ruk jaata hoon
wins ka icchuk zyaada hoon
padhta mai book zyaada hoon
leta ni dukh zyaada hoon
rath
jaate hum cyphers log bole h*llo hi
poochhte haal chaal saare bhai log saath peete chai
hoti baatcheet yaa maarpeet bas bolo kahaan hai
chaahe aaye hardships, hum bhai dheeth bass jeete jaaye
h*llo*hi bolu kids ko kisko
dikkat kisko big pun big shots tu kar decode
kaise karte hai flows
aur puchho roz
crack kare kaise banger code
blast kare 808 panzer bol
hate badi scene hum de chain tod
sit buddy baith ke tu khaata jod
shabd saare lethal
aankhein eagle phat’te shabd jaise balakot
londe ye eager, naam mera ether
dete sabka maatha phod
ladke de aage haath jod
peeche kare baat bohot, subliminal shots
latke reh wahin pe
lagte hum farishte inko jo diya hai chhod
badhte hum chale hai grow
top flows on top saath bhai saare dope
seekhate salikhe kahin ke nahin ye
bakre hai bali ke dost (kaat saala)
[pre hook: rath]
kaun saala bol raha zyaada
kaun saala maut ko hai chaahta
kaun saala dost hamaara karke dikhaawa
dushmani chaahta
kaun saala bol raha zyaada
kaun saala maut ko hai chaahta
kaun saala bondage hamaara
kaun saala dono ko jaanta hi nahin
[hook 1: rath]
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
kaun saala kaun saala kaun saala
Random Song Lyrics :
- günlerden gecelere - aleyhtar lyrics
- record straight - slimmy b lyrics
- максимум (maximum) - shostak lyrics
- 온라인경마사이트 ma892.net - awb6767gh lyrics
- intro - davisdvs lyrics
- run to me - angela winbush lyrics
- deleting island(s) - ameye lyrics
- signals (live) - freya ridings lyrics
- •ten• - crowned in chains lyrics
- american whore - the cerny brothers lyrics