lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

antar bohot ft. peacex - rath lyrics

Loading...

[intro]

ether makes banger

what?
prrr, yeah, peace

[verse 1: peacex]

seedhe shabdon se maut
ye hafton se likhre hum ghanton me bohot hai
har koi kar raha hai rap, hum karte hai best
bas yahi antar bohot hai

pink city yahaan pe bandar bohot hai
hum pe to bhaisaab hunger bohot hai
humse jo bhidega, pitega, mitega vehem
ki yahaan pe tu champak lol hai

yahaan sab jetha type
babita ghuma denge valentine
the bas thaaro dhyaan raakhjye
sheher me ghume pedophile
*hein pedophile?*
ra baal vivaah, laal rumaal ma haath bhida
ras malai pe laar pada, jaake byaav kara
rakh alvida
tu to thaara haal bata, kaain kara chha jaipur ma, kaain padha chha paper ma aur kaain laga chha rappen ma?

[hook 1: peacex]
har koi kar raha hai rap, hum karte hai best
bas yahi antar bohot hai

[verse 2: rath]

best kare rath, best kare peace bhi
aur daata wo rakhe asheesh bhi
saala project hai out kare sheesh bhi
abhi album hai aani ye to tease thi
introduce karenge wahaan gs bhi

humein milgayi saali saari keys bhi
hum denge haan khan maar tees ki
laal hogi ye city lage pink si
sheesh b*tch

antar bohot hai
na sankoch hai
rap kara maran tak khaali koni shauk hai
gharka hai saath koni phir bhi ni rok hai
gharka ka anyways saun peli dhok hai
haath ki pahunch hai lambi laaga donyun patlu
don bana jikhaa saara john the don hai
paano hi paano hai kyun hi koni hi hai khon na

ara paper hai kunso deryo tinger?
zikar hi koni kara bango singer
shikan hi koni tera jamgo jaipar
hoyayi teri ab byaah ki hogi umar

taau ji mai 20 saal ko
leek maardyo taabra ka thaara
meri rees na lyo
fees bharniya hai papa, saath karni maata
aur kaiyaan? theek thaak hoon

gulabi nagri me bohot hai monkeys
monkeys beech bali, sugreev hai shaq ni
ni jaane waale gufa me dono bhai pakki
hai baat rahein saath kabhi aayegi ni tangi b*tch

aur mic lage nandi ji

hai dhyaan rakhein shankar roz hai
bhayankar moj hai
best kara rath peace
tinger ye laaga saala kamtar bohot hai

[hook 2: rath and peacex]
har koi kar raha hai rap, hum karte hai best
bas yahi antar bohot hai

rath
peace

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...