
haan magar - sahil sultanpuri, lyrics
haan magar lyrics in english
tumse pehli mulaqat mein
dil mein to baat hi baat mein
tumse pehli mulakat mein
dil mein to baat hi baat mein
sikha kaise ye dilkash hunar
sikha kaise ye dilkash hunar
dil mein jaata hai seedha utar
haan magar
haan magar
haan magar o
haan magar
music…
bohot koshishen ki nigahen milau
magar mujhse hota nahin
bohot koshishen ki nigahen milau
magar mujhse hota nahin
bulakar kai baar dil se bhi pucha
vo karta bharosa nahin
main uljhan mein hoon kaise kahon
main uljhan mein hoon kaise kahon
tumko main jaane jigar
haan magar
haan magar
haan magar o
haan magar
music…
tumhi ab batao main saason ko apni
kahan se karar dilaun
tumhi ab batao main saason ko apni
kahan se karar dilaun
samjhata kuch hun samajhti vo kuch hai
hai kya ishq kaise bataun
ye dil bewaja ghumta har jagah
ye dil bewaja ghumta har jagah
jaga kare raat baar
haan magar
haan magar
haan magar o
haan magar
lyricist** sahil sultanpuri
Random Song Lyrics :
- грязный сокси - soxie lyrics
- tidal wave - hit the switch lyrics
- your momma hairline gucci iphone x - lil hairline lyrics
- mindörökké - hooligans lyrics
- do or die - arottingcorpse lyrics
- drill time (slim jesus remix) - duwap kaine lyrics
- iluvps&bihs.wav - kadar m. lyrics
- x and o's - rushklan lyrics
- lolsmh - earthgang lyrics
- feet on the ground (merk & kremont remix) - nicky romero & anouk lyrics