lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aakhri pehar - salaar iseave lyrics

Loading...

apna main sab bhul gayi bas
ek tumko hi na bhul saki
tumko khush rakhte rakhte main
khudko khush rakh na saki

khudko din bhar sambhal leti hoon
raaton main bikhar jaati hoon
jitna bhulna main chahti hoon
utna hi yaad aate ho

raat ke aakhri pehar mein tum
aaj bhi yaad aate ho
raat ke aakhri pehar mein tum
aaj bhi yaad aate ho

hum toh har pal yahan jalte rahe
tum gairon ke saath khush rehte ho
raat ke aakhri pehar mein tum
aaj bhi yaad aate ho

jaana tum humko bas itna batao
kya kami humse reh gayi
zaroorat se zyada tumhara kiya
apna aap bhi tere naam kar gayi
jaana tum humko bas itna batao
kya kami humse reh gayi
zaroorat se zyada tumhara kiya
apna aap bhi tere naam kar gayi

aaj samajh mein aaya hai
galat shakhs se ummidein thi
phir bhi dil ne tumhe chaha
jitna chaha utna paaya na

raat ke aakhri pehar mein tum
aaj bhi yaad aate ho
raat ke aakhri pehar mеin tum
aaj bhi yaad aate ho

hum toh har pal yahan jalte rahe
tum gairon kе saath khush rehte ho
raat ke aakhri pehar mein tum
aaj bhi yaad aate ho

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...