lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

awaken - samyyy_07 lyrics

Loading...

karne sapne poore
jaana badalon me
na dikhu toh puchna tum badalon se
wo puche kaamyaab hoke kya kroge
dikhunga badalon me
likhunga badalon se
(×2)

likhta zada mann me
dikhta panno pe hai kam
dikhta zada bahar
jispe zada hai rakam
mann bana ke bethu mai agar ke mann ki likhni saari batein
toh fir likhte hue hojayegi ye kalam khatam
jo bhi chal rahe hai jhoot ki baisakhi ka sahara leke
gir jaynge chalke aage chaar kadam
ye karte na hai mehnat aur ye chahte karna duniya mukammal toh mann ka hai bharam

pehle din se diya kuch logo ne saath mera
tabse chal rahi kalam na mera waqt tehra
farak na padta kon mujhse kya hai kehra
sangeet kaano mе toh duniya ke liye mai hu behra

jеse duniya kare shor aur mai betha apni khidki pe aur khidki pe ye beth ke hai gaati maina (×2)

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...