
mushq - sarpdansh lyrics
intro:
[music][?]
verse:
kabhi sawaal ki baatein ho
kabhi jawaab ki baatein ho
kabhi halaat ki baatein ho
kabhi kharaab si baatein ho
jale jo dono ke bheege badan issi kamrey mein toh fir pataal ki baatein ho
kabhi araam ki baatein ho
kabhi hamari baatein ko
tu kehti thi hai vo nasha tere jeene ke liye zaruri toh fir main vo ghass le aaya
tu kehti thi dekhna mujhe aata zaruri toh khudko main baat’ta aaya
tu kehti thi lakho’n ke beech mein na tum pukaro’n aawazein maar kar aaya
ab dekhu’n main aainey mein jo ye maas ka dher naa*jane kya paap kar aaya main
kala ka [?]hun
paap ka [?], kis baagh ka maali hun?
kya tere liye kaafi hun? batana jaana kya main tere liye kaafi hun?
iss khel mein kaabil hun?
ya pyaar ke mele mein bss ek aur kafir hun?
naa jaana ho ab terese rehna dur, par teri [?] se waqif hun
ab zameen pe rengte khwaab hai, raatein jo bey*naqab hai
mushq ki mehek mein huye the gum, vo mushq jo tere hi pass hai
hai aankh ye dono hi num haa, chal saath bhi fhere hi kam haa
main tere hi paas mein betha musafir de baahon mein teri ab sharan haan
outro:
[music][?]
Random Song Lyrics :
- the root of it all - my sweet fall lyrics
- tom sawyer / you know where you can find me - laura stevenson lyrics
- shame - lemarquis lyrics
- papà gambalunga (2018) - cristina d'avena lyrics
- moët - phunk b lyrics
- sacem - hoofer lyrics
- the fine line - sykamore lyrics
- bangers - talib kweli & 9th wonder lyrics
- no love - yung yogi lyrics
- 3 strikes 5000 - 3rd bass lyrics