rama re - shaan lyrics
collar ko thoda sa upar chada ke
cigarette ke dhuaa ka challa baana ke
collar ko thoda sa upar chada ke
cigarette ke dhuaa ka challa baana ke
soch na hai kya jo hona hai hoga
chal pade hai fikar yaar dhuein mein uda ke
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
dollar bhi chahiye inhein pound bhi chahiye
sone ke sikko ka sound bhi chahiye
hey banda yeh dheeth hai yeh kuch nahin jaanta
banda yeh dheeth hai yeh kuch nahin jaanta
isko jo maangta to maal paani maangta
soch na hai kya jo hona hai hoga
chal pade hai fikar yaar dhuein mein uda ke
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
apne begaane yeh sab chhod aaye
pyaar ki rasmo ko yeh tod aaye
anjaane raaston ke vaaste yeh
zindagi se bhi muh mod aaye
soch na hai kya jo hona hai hoga
chal pade hai fikar yaar dhuein mein uda ke
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
khud pe bharosa hai khud pe yakeen hai
kar lenge kaam chaahey jitna sangeen hai
pakke hai inke jo dil mein iraade
hai aasmaan inka inki zameen hai
soch na hai kya jo hona hai hoga
chal pade hai fikar yaar dhuein mein uda ke
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
jaane kya hoga rama re
jaane kya hoga maula re
Random Song Lyrics :
- twenty something criminal - skeleton lipstick lyrics
- varia chtypoun ta simantra - stelios kazantzidis lyrics
- грязюка2 (mud2) - dancher lyrics
- figment - sky iscariot lyrics
- условие (condition) - базар (bazar) lyrics
- beach lights - nonnie (au) lyrics
- abandon ship (sharks and mermaids) - kool keith lyrics
- comfort - nicholas galitzine lyrics
- csábítottam - a két zsivány lyrics
- trenches - korex lyrics