lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

asar na pade | subhankar biswas (ft. harshu) - subhankar biswas lyrics

Loading...

(verse)
kitna bhi tujhko mein chahun..
koi asar na pade…
raaton ko so bhi na paun..
tujhko kyun na dikhe…

pagal sa rehne mein laga hun..
tere hi to liye…
apne dil se kyun tu kabhi na..
yaad mujhko kare…

(rap)
tujhe pata bhi hai kuc..?
chahton mein teri meine paaye sirf dukh..
har modd pe, tera banke tera kiya..
tere dardon ko tujhse jyada meine jiya..
jhoothi baaton ko apna sahara maan liya..
tabhi sehan kiya, jo bhi ghaw tune diya..
par farak tujhe padde na, karte na pyaar..
toh hum bhi aise mare na gum sahe na…

(chorus)
behetein hai.. yeh aansu..
andar hi mere…
dard jo deti hai mujhko..
kisko jaake ke kahe..?
(verse)
kitna bhi tujhko mein chahun..
koi asar na pade…
raaton ko so bhi na paun..
tujhko kyun na dikhe….

(rap2)
gunaah tere, phir kyun saza mujhe..?
haar baar khud se bhi jyada chaha tujhe…
teri be*quadri iss dil ko chubhe..
mera kiya na nazar kabhi aaya tujhe..?
jo pata hota teri baaton mein na aata..
pata hota, toh dil ka haal na batata..
pata hota, toh tere khwab na sajata..
pata hota, toh aaj yeh gana na banata..!

(outro)
raaton ko so bhi na paun..
kitna bhi tujhko chahun..
koi asar..
na pade…

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...