lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kyun - tanmay batra lyrics

Loading...

parda bata laga loon zara
main ankhon ke aage
ke chhup jaon main
yaadon se teri

teri tarah o jaane jaan
main patthar ban pau
ye chahat hai meri

kyun dikhi tu
dooba kyun
ishq mein

kyun dikhi tu
dooba kyun
ishq mein

kash main mita sakoon
pal vo tere aane ka
ya fir main bhula sakoon
pal vo tere jaane ka
ya khud ko door kar sakoon
main iss kahani se
kyun ki kaat ta hai mujhko din ba din
har panna iss fasane ka
kyun dikhi tu
dooba kyun
ishq mein

kyun dikhi tu
dooba kyun
ishq mein

ishq mein
ishq mein
ishq mein
ishq mein

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...