lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lamhe - third hour & jlok lyrics

Loading...

[pre*chorus]
dil tarasne ke baad tere hi peechay yeh aate hai
lamhe tere bina jaise lagay yeh raatein hain
tujhe dhoondon kahan? akela sa hoon barsatoun mei
tujhe paa ke abhi khoya rahun mein khayaloun mei

[chorus]
tu ne aisa yeh jaadu hai kiya sanam
aisa yeh jaadu hai kiya
tu ne baahon mei jaanay kyun liya sanam
baahon mei jaanay kyun liya

[verse]
meine shaamoun se pehre liye houn
tu na aaye, kya farmaye?
teri baaton mei uljhay gaye kyun?
kaise haye?
kya samjhaye?

[pre*chorus]
dil tarasne ke baad tere hi peechay yeh aate hai
lamhe tere bina jaise lagay yeh raatein hain
tujhe dhoondon kahan? akela sa hoon barsatoun mei
tujhe paa ke abhi khoya rahun mein khayaloun mei

[chorus]
tu ne aisa yeh jaadu hai kiya sanam
aisa yeh jaadu hai kiya
tu ne baahon mei jaanay kyun liya sanam
baahon mei jaanay kyun liya
[bridge]
hum gumay, tum gumay, raastay
jaane ya phir kabhi na milay

[outro]
hum gumay, tum gumay, raastay
jaane ya phir kabhi na milay
hum gumay, tum gumay, raastay
jaane ya phir kabhi na milay
hum gumay, tum gumay, raastay
jaane ya phir kabhi na milay

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...