tum aur mein - wali aleem remix - wali aleem lyrics
[intro: anaaz]
hum dono
hum dono hain yahan
hum hain yahan
hum hain yahan
[verse 1: anaaz]
safarnama shuru kiya jaye
us wardi ki jo khoon mein lipti ho, khoon mein lipti ho, oh*oh
safarnama shuru kiya jaye
jis dil par saaya akar ruk jaaye, akar ruk jaaye, oh*oh
[verse 2: anaaz]
tu hi ek noor thi aur tu hi mera pyaar
tu hi wo shaam mein chamakta huwa chaand
tu hi har zulm se bachane wala yaar
tu hi tha khaas tu mera tha pyaar
tu hi umeed rakhne ki akhri wajah
tu hi ab jeete jeete ban gayi saza
tu hi ab mere har aansu ki wajah
tu hi afsos aur ab tu hi hai jaye
[bridge: anaaz]
woah, oh, woah
woah, oh, woah
woah, oh, woah
woah, oh, woah
[verse 2: anaaz]
wo waaday kaise karte jo nibhaane hi nahi?
kuch zakhm ese de gaye ilaaj hi na koi
is dil pe rehm khao aise jao na kahin
tum milne wapis aao pyaar ho jaye phir kabhi
[chorus: anaaz]
tum aur mein (aur mein)
hum dono hain yahan
hain yahan (hum hain yahan)
hain yahan (hum hain yahan)
tum aur mein (aur mein)
hum dono hain yahan
kuch khof sa lag raha
kuch khof sa lag raha
[outro: anaaz]
woah, oh, woah
woah, oh, woah
woah, oh, woah
woah, oh, woah
Random Song Lyrics :
- tu queima - sanza lyrics
 - u.p.a. (outro) - drake lyrics
 - my yout (remix) - joey bada$ lyrics
 - knock them down - barbara macquarrie lyrics
 - high in heels - kelsey waldon lyrics
 - animal - olivia olson lyrics
 - misty mauve - 山下達郎 tatsuro yamashita lyrics
 - halo (live) - soil lyrics
 - in a world possessed by the human mind - the tragically hip lyrics
 - ray legend - disjointed lyrics