
asar - yor yugh verma lyrics
pehli nigaah jo bharke
dekha tumhe maine
ek pal ke liye toh aisa laga mujhe ke
jaise saari duniya tham si g*yi ho
hawa phir chalne lagi
chalne lagi phir zameen
saamne theheri jab tum
phir kuch pata hi nahi
kya hone laga
kya ho chuka tha
kya ab hone wala hai
suhana asar
asar ka asar
aisa hua
ke bhoola main ghar
suhana asar
asar ka asar
aisa hua ke
ho gya main sabse befikar
teri zulfein hawayein
udaane lagi
dhoop mein jaane kaise
baarishein aane lagi
teri zulfein hawayein
udaane lagi
dhoop mein jaane kaise
baarishein aane lagi
kuch na main jaanu abr saare
muskaane lage
saath rang aasmaan mеin
yoon chhaane lage
suhana asar
asar ka asar
aisa hua
ke main bhoola shеher
suhana asar
asar ka asar
aisa hua ke
dikhe tu jahan jaayein nazar
yor yugh verma
suhana asar
suhana asar
asar ka asar
aisa hua
main bhoola peher
suhana asar
asar ka asar
aisa hua ke
tham g*ye mere saare safar
tham g*ye mere saare safar
suhana asar
suhana asar
Random Song Lyrics :
- i'm on it - cam meekins lyrics
- the reason - midnight foxes lyrics
- fly high - jah huey lyrics
- dreams - leonardo arcangeli lyrics
- take me - brasko lyrics
- jade - the waking hours lyrics
- the hounds pt.i - river view lyrics
- i'm losing my mind - leo desafo lyrics
- fab attack - klymaxx lyrics
- fakers - tony tony lyrics