lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hakeekat - ziller lyrics

Loading...

[hook]
samjhaye hum khudko
ki dil lagana kisi aur pe
arsa hai beet chuka
na dhyaan mera kisi cheez pe
bas likhta hu gane
tabhi thodi se sas hai baaki
samjhaye hum khudko
ki dil lagana kisi aur pe

[verse]
ashqo ki parwa nahi
dar ye dil se jaa chuka
nazmo pe nazmein banao mein
lagta hai pura mein haar chuka
jane ka dar to tha
par itna bura kabhi socha na tha
jhatka laga hai sar par
aur sala wo ashiq toot gaya
ab soche bas haske
aur sochu mein bro sala ye koi sapna hai
keechne ko bhot hai hath
par kam hai hai jisne hath ye pakda hai
maa ki dua aur baap ka saya
aur kya chahiye
raaton mein lkihu mein pagal
aur bro mujhe dekhna nai sapna hai
hakeekat se rubaroo
jese kisi ne sali ye pakdi ho nas
aesi kya baat thi usmein
ki kargayi sala wo dil ko kabz
rona hi kya ab khush wo hai
to hum bhi hai khush
bas wo mere sath khush nai
iss baat ka hai dukh
[hook]
samjhaye hum khudko
ki dil lagana kisi aur pe
arsa hai beet chuka
na dhyaan mera kisi cheez pe
bas likhta hu gane
tabhi thodi se sas hai baaki
samjhaye hum khudko
ki dil lagana kisi aur pe

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...