lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mirror – 808vibe

Loading...

wada kiya jo wada jo tuta
ruth jaayenge tumse sanam
maare hi jaayegnge apno ke haato se
apno ko rulaye sanam

hum maare bhi jaaye kidhar jaaye sanam
saath humare na aaye sanam
gero pe rakhte ni aitbaar
ab tumko bhi kiya sunaaye sanam

meri saanse hai rukti dil kyun machalta
dekhe wo rang mai kese na dhalta
dhal jo chuka tha mai gero ke rango mai
apno ko gero mai kese hun chunta

dil ki baate mai gaano mai bunta
sunta mai geet ya deelo ki sunta
haar chuka hun mai tere in haato se
jeet ke kiyun afsane hun bunta

verse 2
ruk jo gye hum dhundhe thikane
thikano mai kyun tumhe dhundhe bhala
hua jo raakh gwah to tum bhi ho
dekha tha tumne mai kese jala
maafi dedu par kese bhala
bhala kese ho tum yaha maafi ke kaabil
kar deta mai bhi pyaar ki baarish
par pyaar ke tu mere kaabil na tha

kaafila tha wo sabse bada pyaar ka mere zanja utha
roya nahi tha ek bhi aasu hasne ka tha jo wada kiya
mai hasta bhi kese jab ro na saka
hasna to bas sapna laga
sune the maine bhi khakhe kahi
aankhe khuli tuta sisha dekha

verse 3

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...