lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu time-808vibe – 808vibe

Loading...

kho gya in gaaliyo mai na dastakh in darwazo par
bole ye nazare mujhse tu betha kyu mazaro par
zawab maange mujhse ye tu likhata kyu diwaro par
hota nahi bharosa mujhe na apno na parayo par

kesi ye wafa hai afwaah bhi ab lage sach
khojta hun saayo mai in parayo ke kyu likhte waqt
kalam chale raat bete siyaahi bhi kyu bikhre ab
kaagaz mera kala meri likhawat bhi na dikhri ab

fase hai wo shabd
kuch meri is zubaan par
bolna mai chaahu par mere aise imthihaan bahut
bete saalguzre waqt maine dekhe khàali makan bahut
dekhe na koi cheez aise jeske kardardaan bahut

meri baato ka zawab do na hume jhuti aas do
kare baat tumse aaj zara betho merе pass to
bantu apne raaz ko jese khuda mеhrbaan ho
shikwa hum kare kyu jab do pal ke mehmaan ho

mai kho chucka bahut kuch khone ko bacha kya
kedi hun mai zindgi ka is kedi ko ab saza kya
mai karo sab bin bataye batane ki ab wajha kya
mai to mar raha hun zi ke bhi is maut mai ab rakha kya

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...