lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu khulke jeene ka – a. r. rahman, arijit singh & shashaa tirupati

Loading...

khul ke jeene ka
tareeka tumhein sikhate hain
hans ke dekho na
lateefa tumhein sunate hain

umar ke saal kitne hain
gin gin ke kya karna
beet jaayein na
ginti mein hi warna

aao filmon ke
be*adab gaane gaate hain
heroine hero
aaj hum*tum ban jaate hain

khulke jeene ka
tareeka tumhein sikhate hain
hans ke dekho na
lateefa tumhein sunate hain

khushiyan to rakhi hain pocket mein
kaagaz ke nanhe se packet mein
inki bijli ki tarah
kyun bachat karein batao na
kharch kar dalenge saari aaj hi aao na

hai mehnge dard bade
aur muskaan paayi humne maut mein

khul ke jeene ka
tareeka tumhein sikhate hain
hans ke dekho na
lateefa tumhein sunate hain

umar ke saal kitne hain
gin gin ke kya karna
beet jaayein na
ginti mein hi warna

aao filmon ke
be*adab gaane gaate hain
heroine hero
aaj hum*tum ban jaate hain

dil ki hai itni hi nadaani
chutki mein ho jaaye rumani
yaari aur chahat ke jo
beech ki maheen sarhad hai
paar kar jaana dil ki buri aadat hai
aasani se aa jaaye
do anjaan akhiyon ki giraft mein

khulke jeene ka
tareeka tumhein sikhate hain
hans ke dekho na
lateefa tumhein sunate hain

umar ke saal kitne hain
gin gin ke kya karna
beet jaayein na
ginti mein hi warna

aao filmon ke
be*adab gaane gaate hain
heroine hero
aaj hum*tum ban jaate hain

khulke jeene ka
tareeka tumhein sikhate hain
hans ke dekho na
lateefa tumhein sunate hain

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...