lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu nazar laaye – a.r. rahman

Loading...

maine haara, main tera saara main
meetha meetha tu, haan khaara khaara main
tera saara main, saara main

maine haara, main tera saara main
meetha meetha tu, haan khaara khaara main
tera saara main, saara main

sindoori rang suhagan saccha
saccha re sarmaya jo paaya hai woh
tu dil mein maahi aaya hai
maine maahi paaya hai
nazar laaye naa, koi nazar laaye naa

dil ne sh-gun manaaya hai
ishq parauhna aaya hai
nazar laaye na, koi nazar laaye na
nazar laaye jo tumko jal jaaye woh
chaand le jug begana ho
nazar laaye na
nazar laaye na

maine haara, main tera saara main
meetha meetha tu, khaara khaara main
tera saara main, saara main

maine haara, main tera saara main
meetha meetha tu, khaara khaara main
tera saara main, saara main

kaajal, teeka peeche kaanon ke
nazaron ko roke re
duniya deti laakhon hi dhokhe
meethi si hoke re
tamki main mirche varoon
saari sharam utaarun
maahi naa jug ko haarun
kehta hai dil…
kehta hai dil…

maine haara, main tera saara main
meetha meetha tu, khaara khaara main
tera saara main, saara main…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...